WhatsApp ka theme kaise change kar sakte hai
WhatsApp ke theme Ko Change karne ke liye 4 aasan steps hai jisko follow kar ke aap Apne Whatsapp ke theme ya colour Ko change kar sakte hai
How to change WhatsApp theme | व्हाट्सएप थीम कैसे बदलें?
WhatsApp colour Ko Change karne ke liye Charo steps Ko pura padiye.
Step 1:- Right side me three dot pe click kar ke settings me jayenge
Step 3:- Chats pe click karte hi aap chats ke settings me chale jayenge Usme aapko theme pe click karna hai
Step 4:- Theme pe click karte hi aapko do theme colour aayega uske bad aapko jo pasand ho aap choose kar sakte hai
1.LIGHT
2.DARK
Aagar aap Ko es post se madat hua ho to Apne dost Ko bhi Share kar ke usko bhi Bata sakate hai Ki kaise Whatsapp Theme change Kiya jata hai aur es post Ko yaha tak padane ke bahut bahut dhanyavad.
2 Comments
Nice information.
ReplyDeleteThanks sir
Delete